Roman script

khuli aankho pe bhi mat kar yakin 
najar aata jo wo sach nahi 
tujhe jo talas hai tere aas paas hai
bach ke thoda bach ke 
tujhe jo talas hai tere aas paas hai
ach ke ha thoda bach ke
dekho to but hai chhu lu to hai duaa
jaduri hai bada dosto ye jaha
jo dikhe hai jaisa waisa hai nahi 
hai badi ajobi apni jindgi 
nahi kuchh hokar bhi hota hai koi
kahi sabkuch hoke bhi hota hai koi
khuli aankho pe bhi mat kar yakin 
najar aata jo wo sach nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube