Roman script

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga hai

mile dost jisko yahan tere jaisa

mile dost jisko yahan tere jaisa

use dushmno ki zarurat hai kya hai

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

dil tod diya, kyu itna bata de

phir bad mein bewafa jo chahe mujhko saza de

dil tod diya,  itna bata de

phir bad mein bewafa jo chahe mujhko saza de

teri berukhi se pareshaan hun mein 

teri berukhi se pareshaan hun mein 

na aaye samajh mein ye kya maajra hai

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

kya usko kahen jo kasmon ko bhule 

apno se karke jafa, gairon ki baahon mein jhule

nazar mein basa ke nazar pher lena

nazar mein basa ke nazar pher lena

yeh kaisi mohabbat yeh kaisi wafa hai

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

jo bharta nahin wo zakhm diya hai

mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai

mujhko nahin pyar ko, badnaam tune kiya hai

jise maine puja masiha bana ke

na tha ye pata pattharo ka bana hai

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

mile dost jisko yahan tere jaisa

use dushmanon ki zarurat hai kya hai

masum chehra nigahen farebi

labon pe hasni aur dil mein daga ha

Explore this song