Roman script

mashuka mai teri aashik ban ja tu 

mashuka mai teri aashik ban ja tu 

pyar kaise hota hai aa tujhko bata du 

mashuka mai teri aashik ban ja tu 

pyar kaise hota hai aa tujhko bata du 

mashuka mai teri 

hath jab thamega dil tera dhadkega 

aankh me dekhega arman koi machlega 

hath jab thamega dil tera dhadkega 

aankh me dekhega arman koi machlega 

dil lagayega fir tu ye jan jayega 

ye kaisi aag hoti hai apne dil 

ki aag mai tere dil me laga du

apne dil ki aag mai tere dil me laga du

pyar kaise hota hai aa tujhko bata du 

mashuka mai teri aashik ban ja tu 

pyar kaise hota hai aa tujhko bata du 

mashuka mai teri 

hai pada dil pe tere sharamo haya ka parda

pass aa parda hata dekh husn ka jalwa 

hai pada dil pe tere sharamo haya ka parda

pass aa parda hata dekh husn ka jalwa 

ye to pyar hai sharam ki isme baat kya 

ye duniya pyar se chalti hai 

chahat ke andaz naye mai tujhko sikha doon  

chahat ke andaz naye mai tujhko sikha doon  

pyar kaise hota hai aa tujhko bata doon 

mashuka mai teri aashik ban ja tu 

pyar kaise hota hai aa tujhko bata du

Explore this song