Roman script

allah allah

gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho

dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho

maasha allah, maasha allah, maasha allah

tum saba ho ya ghata ho 

kehkasha ho saayba ho

subah ki pehali kiran ke jaisi

bebaak alhad pawan ki jaise

khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur

maasha allah, maasha allah, maasha allah

tum haya ho, tum rida ho

tum wafa ho, tum nasha ho

khaamosh nazarein sadaao jaisi 

tumhaari baatein duaaon jaisi

har nafas mein tum samaayi ho 

phir bhi ho itni dur

maasha allah, maasha allah, maasha allah

gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho

dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho

maasha allah, maasha allah, maasha allah

Explore this song