Roman script

marta hai koi to mar jaaye marta hai koi to mar jaaye 

hum apna nishana kyun chode hum apna nishana kyun chode

dilwale bachaye dil apna dilwale bachaye dil apna

hum teer chalana kyun chode dilwale bachaye dil apna

majbur naa ho to ishk hi kya majbur naa ho to ishk hi kya

magrur naa ho to husn hi kya tum humko manana kyun chodo

hum tumko satana kyun chode hum tumko satana kyun chode

dilwale bachaye dil apna

jo humko nasihat karte hai jo humko nasihat karte hai

wo apna jamana dekh chuke dekh chuke

hum par bhi jawani aayi hai hum par bhi jawani aayi hai

hum apna jamana kyun chode hum apna jamana kyun chode

dilwale bachaye dil apna

duniya to hamare saamne hai duniya to hamare saamne hai

jannat ka pata kya hoke naa ho jaannt mein chupi daulat ke liye 

duniya ka khajana kyun chode dilwale bachaye dil apna

Explore this song