Roman script

marne se kya darna

marne se kya darna

marne se kya darna

mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna

mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna

marne se kya darna

kaanta ho ya kali, ghar ho ya jhopdi

gum ho ya ho khushi, humko hai ek si

hum khel samjhte hai, aman aag pe jalna

hum khel samjhte hai, aman aag pe jalna

mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna

marne se kya darna

sagar ko sukha de, dharti ko hila de

sagar ko sukha de, dharti ko hila de

aakash jala de, patthar ko rula de

aakash jala de, patthar ko rula de

hum jante hai, hum jante hai

duniya ke nakshe ko badalna

mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna

marne se kya darna

jaha bij nahi prem ka, hum ped laga de

nafrat ko mohabbat ka, tarana bhi sikha de

jaha bij nahi prem ka, hum ped laga de

nafrat ko mohabbat ka, tarana bhi sikha de

veero ka yahi dharam hai

hinsa ko kuchalna

bharat ka yahi dharam hai

hinsa ko kuchalna

bharat ka yahi dharam hai

hinsa ko kuchalna

marne se kya darna, marne se kya darna

mardo ki yahi shan hai, ke maut se ladna

marne se kya darna, marne se kya darna

Explore this song