Roman script
jako rakhe saiya mar na sake koi bal na bika ho sake jo jag bairi ho haye mare tujh pe duniya sari aur pichha kare shikari gori fans nahi jana kahi jal me fans nahi jana gori jal me fans nahi jana gori jal me fans nahi jana gori jal me mare tujh pe duniya sari aur pichha kare shikari gori fans nahi jana kahi jal me fans nahi jana gori jal me tan ke ujle hai man ke kale hai papi hai dekho ji duniya wale unke dilo me zahar bhara hai dekhne me hai bhole bhale ha aa nahi jana inki chal me fans nahi jana gori jal me mare tujh pe duniya sari aur pichha kare shikari gori fans nahi jana kahi jal me fans nahi jana gori jal me o fans nahi jana gori jal me fans nahi jana gori jal me lakh ye duniya ji dale ghere upar wala sath hai tere bal na baka hoga tera chahe zamana aake ghere dhokha na khana kisi hal me fans nahi jana gori jal me o fans nahi jana gori jal me fans nahi jana gori jal me kismat ke dekho da nirale hai bazi hare hai jitne wale phutega aisa pap ka bhanda jalimo ke honge muh kale khud hi fasenge bairi jal me fans nahi jana gori jal me
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Zara Bachke (1959)
- Composer: Shaukat Dehlvi Nashad
- Lyricist: Khumar Barabankvi
- Actor: Suresh
- Actor: Nanda
- Actor: Rajan K
- Actor: Helen
- Actor: Shammi
- Actor: Tony
- Actor: Johnny Walker
singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi
actor: Helen, Johnny Walker, Shammi