Roman script

lage manva ke bich katari 
ke mara gaya ke 
mara gaya bramhachari
haye kaisi julmi 
kaisi julmi banai taine nari
ke mara gaya 
ke mara gaya bramhachari
kaisa ghungru payaliya ka chhanka haye
haye re chhanka
mori mala mein atak gya manka 
haye re manka
main to bhula prabhu 
main to bhula prabhusudh budh sari 
ke mara gaya
ke mara gaya bramhachari
kaisi julmi banai taine nari
ke mara gaya brmahachari
koi chanchal koi matvali hai
matvali hai
koi natkhat koi bholi bhali hai 
bholi bhali hai 
kabhi dekhi na thi
kabhi dekhi na thi aisi fulvari
ke mara gaya 
ke mara gaya bramhachari
bade jatno sath banai thi 
han banai thi 
mori barso ki punye kamai thi 
han  kamai thi 
taine pal mein haye 
taine pal mein bhasam kar dali 
ke mara gaya 
ke mara gaya barahmachari
haye kaisi julmi kaisi julmi banai taine nari
ke mara gaya 
ke mara gaya barahmachari

Song details

Song video

Watch on YouTube