Roman script

lalala lala lalala lala

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

isiliye rehate hain dono khoye huye

ho..lalala lalalala lalala

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

lalala lala lalala lala

tere bina jiyra mane na,

tere bina jiyra mane na

lagi agan ye kaisi haye

jane na

balma...

ho sajna, ho tere bina jiyra mane na

lalalala lala lalalala lala

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

tere liye kaliyan main chunti rahun

aashaaon ki malayein bunti rahun

hoo oooo

jage mein bhi sapno mein khoi rahun

sote mein bhi aahat si sunti rahun

o sajna balma mujhko kya ho gaya haye

ho jaanu na jaanu na,

hoo ooo

tere bina jiyra mane na

lagi agan hai ye kaisi haye

jaane na balma ho sajana

hey hey

lalalala lala lalalala lala

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

mere bina

ab tu bhi reh na sake

ho tere bina

ab main bhi reh na saku

oooo oooo

haye magar tu bhi ye keh na sake

haye haye magar main bhi ye kah na saku

janeman kahan tum

dil ko ye kya hua,haye ho

jaanu na ho jaanu na

meri nazar hai tujhpe

teri nazar hai mujhpe

isiliye rehte hain dono khoye hue, ho

lala la,lalalala, lalala

tere bina jiyra mane na

tere bina jiyra mane na

Explore this song