Roman script

mar gaye dilwale jab dhalka

dupatta mera malmal ka

dupatta mera malmal ka

mol mange apne ek ek pal ka

dupatta mera malmal ka

haye dupatta mera malmal ka

kahti hai tujhse ye meri jawani

lele balamwa dupatta nishani

kahti hai tujhse ye meri jawani

lele balamwa dupatta nishani

lele balamwa dupatta nishani

aaj lele tu

aaj lele tu bharosha nahi kal ka

dupatta mera malmal ka

haye dupatta mera malmal ka

mar gaye dilwale jab dhalka

dupatta mera malmal ka

oye dupatta mera malmal ka

sine se apne lagaya hai maine

joban pe pehra bithaya hai maine

sine se apne lagaya hai maine

joban pe pehra bithaya hai maine

joban pe pehra bithaya hai maine

pahredar hai

pahredar hai jawani ke mahal ka

dupatta mera malmal ka

haye dupatta mera malmal ka

mar gaye dilwale jab dhalka

dupatta mera malmal ka

haye dupatta mera malmal ka

mol mange apne ek ek pal ka

dupatta mera malmal ka

haye dupatta mera malmal ka

Explore this song