Roman script

ishq wafaa hai, ishq shifaa hai

ishq se bande kyun tu khafa hai

dil mein basaa hai, lab ki duaa hai

khushnaseeb hai woh jisko mila hai

khaas tohfa khuda ka ye sabke liye

tu na samjhaa ise to uski kya khataa hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

ishq wafaa hai, ishq shifaa hai

ishq se bande kyun tu khafa hai

dil mein basaa hai, lab ki duaa hai

khushnaseeb hai woh, jisko mila hai

khaas tohfa khuda ka ye, sabke liye

tu na samjhaa ise to, uski kya khataa hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

ohhh har dil me hai ye haazir

chuute hai iski khatir taaj re, taaj re

sabne ki hai gulami

tu bhi de de salami aaj re, aaj re

ishq ke raste hai bade purkhatar

guzra toofan se jo hai usko saahil mila hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

pehloon me iske aaja

karle hi mataza zara re, zara re

ohhh darr isko khone se bhi

ye to hai sone se khara re, khara re

ishq ki keematon se tu wakif kahan

ishq ki ahmiyat bhi na tujhko pata hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

maqbool hai, maqbool hai

afsaana ye ishq, maqbool hai

heo heo heo aa aa heo heo aa

heo heo heo aa aa heo heo aa

Explore this song