Roman script

tere liye hai sans chalti

tere liye hi aahein bharte

tere bina suna, mera jahan

tumhare liye dil dhadkata hai

tumhare liye hi behakta hai

tumhare bina ji mera kahin, lagta nahin

tumhare liye dil dhadkata hai

tumhare liye hi behakta hai

tumhare bina ji mera kahin, lagta nahin

zindagi to nahi

zindagi ko nayi

zindagi milgayi

armaan jage, fida huye

fanna huye, tere pyar mein

armaan jage, fida huye

fanna huye, tere pyar mein

meri duaao ka hi to asar hai

dekhte dekhte tu khuda ban gaya

meri duaao ka hi to asar hai

dekhte dekhte tu khuda ban gaya

yun tut kar barse, aaj mohabbat

jism se ruh tak rasta ban gaya

yun sukun na mile, mujhko pehle kabhi

armaan jage, fida huye

fanna huye, tere pyar mein

Explore this song