Roman script

manzilain kya hain, raasta kya hai

manzilain kya hain, raasta kya hai

manzilain kya hain, raasta kya hai

hausla ho to faasila kya hai

hausla ho to faasila kya hai

manzilain kya hain, raasta kya hai

wo sazaa de ke dur jaa baitha

wo sazaa de ke dur jaa baitha

kisse puchun, meri khata kya hai

kisse puchun, meri khata kya hai

jab bhi chaahega chhin lega wo

jab bhi chaahega chhin lega wo

jab bhi chaahega chhin lega wo

sab usi ka hai, aapka kya hai

sab usi ka hai, aapka kya hai

tum hamaare qareeb baithe ho

tum hamaare qareeb baithe ho

ab dawa kaisi, ab duaa kya hai

ab dawa kaisi, ab duaa kya hai

chaandni aaj kis liye nam hai

chaandni aaj kis liye nam hai

chaand ki aankh me chubha kya hai

manzilain kya hain, raasta kya hai

hausla ho to faasila kya hai

manzilain kya hain, raasta kya hai.

Explore this song