Roman script

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

koi apna na ho, koi sapna na ho

to hai kis kaam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

koi apna na ho, koi sapna na ho

to hai kis kaam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho 

shama jo jale, aaye roshni 

nagma jo baje, gaaye raagni

bebasi baant lo, gham khushi baant lo 

har hansi baant lo

warna jeene ka matlab hai kya

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

koi apna na ho, koi sapna na ho

to hai kis kaam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho 

kahna waqt ka koi maane na 

kiske dil me kya koi jaane na

yaar ka naam lo, pyaar ka jaam lo 

chain se kaam lo

aaj ka hai yahi falsafa

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho 

to hai bas naam ki zindagi

koi apna na ho, koi sapna na ho

to hai kis kaam ki zindagi

manzil na ho, koi haasil na ho

Explore this song