Roman script

man se man ki tar mila le 

man se man ki tar mila le 

jiwan ka shringar saja le 

o matwale balma bhole bhale balma 

man se man ki tar mila le 

man se man ki tar mila le 

jiwan ka shringar saja le 

o matwale balma bhole bhale balma 

hath me tera hath ho 

aur jiwan bhar ka sath ho 

hath me tera hath ho 

aur jiwan bhai ka sath ho 

har rat suhani rat ho

apne man me mujhe basa le 

apne man me mujhe basa le 

pyase man ki pyas bujha le 

o matwale balma bhole bhale balma 

man se man ki tar mila le 

jiwan ka shringar saja le 

o matwale balma bhole bhale balma 

mujhse kar le mel miya 

mujhse kar le mel miya

meri aashao se khel piya khel piya 

pil jaye prit ki bel piya 

main bhi gaaun tu bhi ga le 

main bhi gaaun tu bhi ga le 

chhalk uthe jiwan ke pyale 

o matwale balma bhole bhale balma 

man se man ki tar mila le 

jiwan ka shringar saja le 

o matwale balma bhole bhale balma

Explore this song