Roman script

man mor

man mor hua matwaala

kisne jaadu daala re kisne jaadu daala

are kisne jaadu daala

man mor 

ghir ghir aayi 

ghir ghir aayi preet badariya

bole praan papiha piya piya piya

jiya sharamaye, jiya sharamaye

muskaayi aramaano ki jayamaala

matwaala huaa marwaala

kisne jaadu daala re kisne jaadu daala

are kisne jaadu daala

man mor

tum suhaag ho main suhaagini

suhaagini main suhaagini

tum sur ho main madhur raagini 

madhur raagini, main suhaagini

tum suhaag ho

tum nas nas ras ki fuaar

main rom rom madhushala

matwaala huaa matwaala

kisne jaadu daala re kisne jaadu daala

are kisne jaadu daala

man mor

Explore this song