Roman script

man ki suni

man ki suni nagariya suhani bani

man ki suni nagariya suhani bani

koi raja bana, mai to raja bana

koi rani bani, mai to rani bani

man ki suni nagariya suhani bani

man ki suni

mere hariday ko kisne churaye liya

churaye liya

mohe naino me kisne basaye liya

haye basaye liya

mere jiwan ko kisne sajaye diya

kisne suni nagariya basaye diya

ha ha basaye diya

ha ha basaye diya

apni phulo se sundar jawani bani

apni phulo se sundar jawani bani

koi raja bana, mai to raja bana

koi rani bani, mai to rani bani

man ki suni nagariya suhani bani

man ki suni

ye lo koyal ne bagiya me gayi malhar

ye lo koyal ne bagiya me gayi malhar

aao chhup chhup ke

aao chhup chhup ke bhawro se sikhenge pyar

aao chhup chhup ke bhawro se sikhenge pyar

ho pyar karne ko ye zindgani bani

ho pyar karne ko ye zindgani bani

koi raja bana, mai to raja bana

koi rani bani, mai to rani bani

man ki suni nagariya suhani bani

man ki suni

Explore this song