Roman script

new york mai lambi lambi building hoti hai na

plane se dekha tha shashi wo manhattan hai

man hat tan man aadmi hat topi

aur momos tan in hindi a a tan matlab woh a dhup ki chaw

aadmi topi dhup ki chaw manhattan manhattan

jannat tak hai baap re baap manhatta manhattan

amber ko chuta jahaa hai chalta phirta sapna hai

pal pal chalti hai ye rahe rukti kab kaha hai

manhattan manhatta

new york manhattan manhatta new york, new york, new york

aadmi topi dhup ki chaw manhattan, manhatta

jannat tak hai baap re baap manhattan manhatta

khushiyo ke naye paiymane khwabo ki lagi hai dukane

lamha lamha sarko pe achraj se wo lagate

to your left is prada to your right is zara

jojo armani thankgod its friday

gucci and versace louis vuitton vuitton vuitton

dekho ajnabhi khushiyo ki khana fusi

masti me na kanjusi kudrat hui hai meharba

ajnabi si khamshi thandi si garam josi

fir bhi hai tanha tanha

hai zubaa per sab bezuba hai sare sath to hai per juda hai

sahar ko nazar ka tika to laga do

new york, new york new york, new york

Explore this song