Roman script

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

mangti hai pyasi dharti 

begunah jaano ka khun koi pani to nai hai

ye hai insano ka khun ye hai insano ka khun

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

ek sa hai rang sabka fark khuchh bhi to nahi

ek sa hai rang sabka 

fark khuchh bhi to nahi dekh lo chahe milakar 

apno begano ka khun apno begano ka khun

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

katal kar dete mujhe to maaf kar deta tumhe

katal kar dete mujhe to 

maaf kar deta tumhe tumne kar dala hai lekin

mere armano ka khun mere armano ka khun

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

kab bhujegi pyas iski kya pata kisko khabar

kab bhujegi pyas iski

kya pata kisko khabar ye piyegi or jane 

kitne anjano ka khun kitne anjano ka khun

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

rang layega kabhi har ek katra khun ka

rang layega kabhi

har ek katra khun ka khun ke har ek katre me 

hai ye tufano ka khun hai ye tufano ka khun

mangti hai pyasi dharti begunah jaano ka khun

koi pani to nai hai ye hai insano ka khun

ye hai insano ka khun mangti hai pyasi dharti 

begunah jaano ka khun mangti hai pyasi dharti 

begunah jaano ka khun

Explore this song