Roman script

mango na paise mango na paise

mango na paise mango na paise

mango na paise sage baap se

ye kehta hu mai aap se bach ke rehna is paap se

mango na paise mango na paise

mango na paise sage baap se

jholi failana bura mang ke khana bura

are jholi failana bura mang ke khana bura

dujhe ke maal pe bhi kanchi chalana bura

dujhe ke maal pe bhi kanchi chalana bura

aayega paisa chup chap se ye kehta hu mai aap se

mango na paise sage baap se

teri pipli papila hira happa

teri chikali tanaiya gol gappa

happa gol gappa 

chahe itarake chalo chahe langdake chalo

duniya ko goli maro thenga dikhala ke chalo

duniya ko goli maro thenga dikhala ke chalo

chalta hai kaam chup chap se

ye kehta hu mai aap se mango na paise sage baap se

paise ke peer dekho dil ke fakir

resham ke dhal piche chandi ki teel dekho

resham ke dhal piche chandi ki teel dekho

marega mola marela mola, marega mola marela mola

marega mola marela mola inhe taap se 

ye kehta hu mai aap se mango na paise sage baap se

teri pipli papila hira happa

teri chikali tanaiya gol gappa

baja bajate jao tabla khadkate jao

do din ki jindagi hai gana bhi gate jao

do din ki jindagi hai gana bhi gate jao

nachegi duniya nachegi duniya 

nachegi duniya teri aap se ye

kehta hu mai aap se mango na paise

mango na paise sage baap se

ye kehta hu mai aap se bach ke rehna is paap se

mango na paise mango na paise

mango na paise sage baap se

Explore this song