Roman script

magni ko ha ha magni ko o ho o

magni ko barso huye kahan hai shaadi ka vada

magni ko barso huye kahan hai shaadi ka vada

humse sacchi sachhi bol

bairi munh to apna khol

bairi munh to apna khol

bata de kya hai irada

hum bolega are bol na

hum bolega are bol bol

shaadi ke bare me sun meri ja mera irada

shaadi ke bare me sun meri ja mera irada

kar le shaadi hum agar

humko ye bhi to hai dar

humko ye bhi to hai dar

ki bacche honge jyada

shaadi ke bare me sun meri ja mera irada

do din jawani ke hai kitne din tarsayega

deri agar ho gayi kuch bhi nahi payega

ha to kar de mere guru 

tab ye dulha ghar pe aayega

doli bhi layega aah u e

shaadi ke bare me sun meri ja mera irada

shaadi ke bare me sun meri ja mera irada

kar le shaadi hum agar

humko ye bhi to hai dar

humko ye bhi to hai dar

ki bacche honge jyada

magni ko barso huye kahan hai shaadi ka vada

are are are are are

kahan bhag raha hai

bhag nahi raha hu baba

to, main to bhagne ki reharsal kar raha hu

kyunki shaadi jab ho jayegi

ha khul jayenge tere bhag

ho jayegi phir shuru

jivan bhar ki bhagam bhag

sunle babu shadi ke bin tera mera jivan hai aadha

jivan hai aadha aah u e aa

magni ko ha ha magni ko hoye hoye

magni ko barso huye kahan hai shaadi ka vada

are mera irada

are shaadi ka vada

nahi mera irada

are baba shaadi ka vada

nahi mera irada

are sh sh shaadi urvashi

Explore this song