Roman script

mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev 

phir bhi jo phal na mile to santoshi ma ko pujiye 

kapat bhara hai is duniya me koi kisi ka hoy na 

bhakti karo ma santoshi ki kabhi vo khali jaye na 

kabhi vo khali jaye na 

mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev 

bhatko na andhere koi bhatko na andhere koi 

santoshi ma dipak hai 

khare jag ki is duniya me mitha ek hi jharna hai 

mitha ek hi jharna hai 

mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev 

phir bhi jo phal na mile to santoshi ma ko pujiye 

mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev 

kisi ko man ka sukh diya hai 

kisi ko diya hai dhan aur vaan 

kisi ko tan ka sukh diya hai 

kisi ko diya hai beta daan 

kisi ko diya hai beta daan 

kisi ko diya hai beta daan

Explore this song