Roman script

mana aaj ghayal teraa jamir hai

dosh nahee teraa doshee meree takdir hai

jo na padh saka koyee yeh woh taharir hai

yeh jo hai mukaddar yeh toh patthar pe lakir hai

kisane yaha dekha kismat ka lekha

kaun yaha honi ko hone se tal saka

jan saka hai yeh kaun yaha, le jaye kisako nasib kaha

Explore this song