Roman script

man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

man me pritam aan base jab aan base to 

man mandir kehlaaya man mandir kehlaaya 

man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

man me pritam aan base jab aan base to 

man mandir kehlaaya man mandir kehlaaya 

phul ne ek bulbul se pucha pyar kaha rehta hai

bolo pyar kaha rahta hai bulbul seena chir ke boli

pyar yaha rehta hai pyar yaha rehta hai 

saagar hai saagar hai nadiya ki manzil 

prem ki manzil premi ka dil 

man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

nil gagan me udta panchhi pyar ki boli bole 

pyar ki boli bole ya tu kisi ko karle apna 

ya tu kisi ka hole hole ya tu kisi ka hole 

us din ye us din ye sansar na hoga 

jab dunia me pyar na hoga 

man se man ki dor bandhi jab dor bandhi to 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

man me pritam aan base jab aan base to 

man mandir kehlaaya man mandir kehlaaya 

amar prem muskaya amar prem muskaya 

amar prem muskaya

Explore this song