Roman script
man me tere kya hai batade gori man me tere kya hai pyar ka ek nasha hai le sunle chori pyar ka ek nasha hai najre lad gayi kis rasiya se najre lad gayi kis rasiya se man ki kehde man basiya se man ki kehde man basiya se kon wo behrupiya hai batade gori man me tere kya hai pyar ka ek nasha hai le sunle chori pyar ka ek nasha hai preet me ho gayi bawri gaiya preet me ho gayi bawri gaiya dekh basake dil me saiya ho dekh basake dil me saiya khoi hui tu kaha hai batade gori man me tere kya hai pyar ka ek nasha hai le sunle chori pyar ka ek nasha hai pagla man kyu aage bhage pagla man kyu aage bhage pucho wako jis tan lage pucho wako jis tan lage haye ye kaisi bala hai batade gori haye ye kaisi bala hai pyar ka ek nasha hai le sunle chori pyar ka ek nasha hai
Song details
- Singer: Sudha Malhotra
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Bus Conductor (1959)
- Composer: Bipin Babul
- Lyricist: Noor Devasi
Song video
singer: Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur