Roman script

man ke hare haar hai man ke jeete jeet hai 
raat dhale dil hota hai ye duniya ki den hai 
ae rone wale hansne ke dil door nahi hai 
jo aaj hai majbur kal majbur nahi hai

bahti nahi hai jindgi bhar dukh ki dhara 
door nahi hai door nahi hai 
bahti nahi hai jindgi bhar dukh ki dhara 
majabur nahi hai majbur nahi hai 
gahra hai samandar to uska bhi hai kinara

aakhir to kahi hai aakhir to kahi hai 
aakhir to kahi hai 
ae rone wale hansne ke dil door nahi hai 
jo aaj hai majbur kal majbur nahi hai
duniya mein mard bhi hai duaa bhi hai dawa bhi 

badal mein jaha rahti hai bijali to hawa bhi 

pani bhi wahi hai pani bhi wahi hai 
pani bhi wahi hai 
ae rone wale hansne ke dil door nahi hai 
jo aaj hai majbur kal majbur nahi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube