Roman script

kis kam ke ye hire moti  jis me na dikhe mere ram 

ram nahi to mere liye hai vayrath sawarg ka dham

man ki aankho se mai dekhu rup sada siya ram ka

rup sada siya ram ka 

kabhi na suna rahta aanchal mere man ke dham ka 

man ki aankho se mai dekhu rup sada siya ram ka

rup sada siya ram ka

ram charan ki dhul mile to tar jaye sansari

ram charan ki dhul mile to tar jaye sansari

do akshar ke sumiran se hi dur ho vipata sari

ho dur ho vipata sari 

dharti ambar gun gate hai mere ram ke naam ka 

mere ram ke naam ka man ki aankho se mai dekhu 

rup sada siya ram ka rup sada siya ram ka

har kaya me ram ki chhaya murakh samjh na paya

mandir pathar me kyu dhunde tere man me samaya

ho tere man me samaya 

jisme mere ram nahi hai wo mere kis kam ka

wo mere kis kam ka man ki aankho se mai dekhu

rup sada siya ram ka rup sada siya ram ka

dukhiyo ka dukh harne wale bhakat ki laz bachao 

dukhiyo ka dukh harne wale bhakat ki laz bachao 

hansi udane walo ko kabhi chamtkar dikhlao 

mere man ke mandir me hai mere parbhu ka dham

mere antar ke aasan par sada viraze ram

sada viraze ram sada viraze ram

ram siya ram siya ram siya ram

raghupati raghav raja ram pati pavan sita ram

raghupati raghav raja ram pati pavan sita ram

raghupati raghav raja ram pati pavan sita ram

raghupati raghav raja ram pati pavan sita ram

raghupati raghav raja ram pati pavan sita ram

Explore this song