Roman script

haath bhi jab nahin hil saken 

saaz bhi jab nahin paas ho

maut bhi ho saamne khadi 

mushkil me aur har saans ho

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

mujhko vardaan de, mujhko vardaan de 

maata saraswati, maata saraswati

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

aa aa aa aa aa aa aa aa

aa aa aa aa aa aa aa aa

geet gaane se hi to yahaan

mitataa hain dard praan ka

mitataa hain dard praan ka

jisko kehte sangeet ham

roop hain ye bhagwaan ka

roop hain ye bhagwaan ka

mujhko vardaan de, mujhko vardaan de 

maata saraswati

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

aa aa aa aa aa aa

aa aa aa aa aa aa

haath bhi nahin jab hil sake

saaz bhi jab nahin paas ho

saaz bhi jab nahin paas ho

maut bhi ho saamne khadi

mushkil me aur har saans ho

mushkil me aur har saans ho

mujhko vardaan de, mujhko vardaan de 

maata saraswati 

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

man ke mandir me jalti rahe

geet sangeet ki aarti

geet sangeet ki aarti

Explore this song