Roman script

man ke darpan me chehra khila aapka

man ke darpan me chehra khila aapka

in nigaaho ko ab aur kya chahiye

aapne badhke mujhko sahara diya

aapne badhke mujhko sahara diya

meri baaho ko ab aur kya chahiye

man ke darpan me chehra khila aapka

man ke darpan

maine manga tha gul gulsita mil gaya

maine manga 

maine manga tha gul gulsita mil gaya

ek jarre ko sara jaha mil gaya

aapse mil ke mujhko sabhi kuch mila

aapse mil ke mujhko sabhi kuch mila

meri chaho ko ab aur kya chahiye

aapne badhke mujhko sahara diya

aapne badhke mujhko sahara diya

meri baaho ko ab aur kya chahiye

man ke darpan me chehra khila aapka

man ke darpan

kho gayi hai ujaalo me meri najar

kho gayi

kho gayi hai ujaalo me meri najar

aa gayi pyar ki muskaati saher

har kadam par baharo ki manjil mili

har kadam par baharo ki manjil mili

meri raaho ki ab aur kya chahiye

aapne badhke mujhko sahara diya

aapne badhke mujhko sahara diya

meri baaho ko ab aur kya chahiye

man ke darpan me chehra khila aapka

man ke darpan me chehra khila aapka

in nigaaho ko ab aur kya chahiye

man ke darpan me chehra khila aapka

Explore this song