Roman script

man gaye, man gaye wo tarana, jise sun ke a jana

man gaye wo tarana, jise sun ke a jana

sathi ana o mujhe dil se kagana

dekho jhume ye jamana, jara tum bhi chale ana

man gaye

mahfil rang bhari rat bhi umang bhari

tere liye solah sringar kiye maine

mahfil rang bhari rat bhi umang bhari

tere liye solah sringar kiye maine

abhi ana mujhe yu na bhulana

kahta hai dil diwana, jara tum bhi chale aana

man gaye

tumko pyar karu ja bhi nisar karu

aaja mere meet mai rah dekhti hu

tumko pyar karu ja bhi nisar karu

aaja mere meet mai rah dekhti hu

aaji ana chahe kuch bhi na lana

mere dil ko na dukhna, jara tum bhi chale aana

man gaye man gaye wo tarana, jise sun ke a jana

sathi ana o mujhe dil se kagana

dekho jhume ye jamana, jara tum bhi chale ana

man gaye

Explore this song