Roman script

mann bhaavan ke ghar jaye gauri 

ghuunghat me sharamaye gauri 

bandhi rahe ye pyar ki dori 

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana 

mann bhaavan ke ghar jaye gauri 

ghuunghat me sharamaye gauri 

bandhi rahe ye pyar ki dori 

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana 

bachapan ke din khel ganvaye 

aayi jawani to baalam aaye 

bachapan ke din khel ganvaye 

aayi jawani to baalam aaye 

aayi jawani to baalam aaye 

tere aangan baje badhaai gauri 

kyun naina chhalakaye gauri   

bandhi rahe ye pyar ki dori

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana 

is duniya ki reet yahi hai, reet yahi ha 

haath jo thaame meet wahi hai, meet wahi hai 

haath jo thaame mit wahi hai

ab hum to huye paraye gauri 

phir tere sang jaye gauri

bandhi rahe ye pyar ki dori

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana 

masti bhare sawan ke jhule 

tujhko kasam hai jo tu bhule 

masti bhare sawan ke jhule 

tujhko kasam hai jo tu bhule 

tujhko kasam hai jo tu bhule 

ab ke jab vaapas aaye gauri

gaud bhari le aaye gauri

bandhi rahe ye pyar ki dori

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana 

mann bhaavan ke ghar jaye gauri 

ghunghat me sharamaye gauri 

bandhi rahe ye pyar ki dori 

hame na bhulana, hame na bhulana

hame na bhulana, hame na bhulana

Explore this song