Roman script

man bawra tujhe dhundta, man bawra tuhje dhundta

pane ki khone ki paimayise, jine ki sari meri khawahise

aasmaa ye jaha sab lage thahra

bad guma tha nadan ye dil dhadkega na kabhi

hosh kho baitha hai pagal ruthi hai jindagi

khud se baate kar karke hasna, bhid me bhi tanha sa lagna

bahti rahi hai jal tarange sanso ke darmaya

man bawra tujhe dhundta, man bawra tuhje dhundta

unsiyat ke khwab chun kar katti rate meri

ilatjaye did lekar bhatke aankhe mari

milo lambe ye fasle hai bas tawur ke silsile hai

rat jage gumsum pade hai, palko pe aaye na

man bawra tujhe dhundta, man bawra tuhje dhundta

pane ki khone ki paimayise, jine ki sari meri khawahise

pane ki khone ki paimayise, jine ki sari meri khawahise

aasmaa ye jaha sab lage thahra

man bawra tujhe dhundta, man bawra tuhje dhundta

Explore this song