Roman script

man bawra tujhe dhundhta 

man bawra tujhe dhundhta 

paane ki khone ki paimaishe

jeene ki sari meri khwaishe 

paane ki khone ki paimaishe

jeene ki sari meri khwaishe 

aasman ye jahan sab lage thahra 

man bawra tujhe dhundhta 

man bawra tujhe dhundhta 

aadh ghuman tha nadan ye dil 

dhadkega na kabhi 

hosh kho baitha hai pagal 

ruthi hai jindgi 

aadh ghuman tha nadan ye dil 

dhadkega na kabhi 

hosh kho baitha hai pagal 

ruthi hai jindgi 

khud se baatein kar kar ke hasna 

bheed mein bhi tanha sa lagna 

baj rahi hai jal tarange

sanso ke darmiyan

man bawra man bawra

Explore this song