Roman script

ek chaal si chal jate hai malum nahi kyun 

apne bhi badal jate hai malum nahi kyun 

malum nahi kyun, malum nahi kyun 

ek chaal si chal jate hai malum nahi kyun 

apne bhi badal jate hai malum nahi kyun

malum nahi kyun, malum nahi kyun

ye sach hai ke kuch bhi nahi mitti ke khilaune 

ye sach hai ke kuch bhi nahi mitti ke khilaune 

hum phir bhi behal jate hai

hum phir bhi behal jate hai 

malum malum, malum nahi kyun

ek chaal si chal jate hai malum nahi kyun 

apne bhi badal jate hai malum nahi kyun 

malum nahi kyun, malum nahi kyun 

ek duniya basa lete hai khwabo ke sahare

ek duniya basa lete hai khwabo ke sahare  

aur khwab hai dhal jate hai

aur khwab hai dhal jate hai 

malum malum, malum nahi kyun

ek chaal si chal jate hai malum nahi kyun 

apne bhi badal jate hai malum nahi kyun 

malum nahi kyun, malum nahi kyun 

dil phir bhi magar dil hai mohabbat ki nazar se 

dil phir bhi magar dil hai mohabbat ki nazar se 

patthar bhi pighal jate hai

patthar bhi pighal jate hai

malum malum, malum nahi kyun

ek chaal si chal jate hai malum nahi kyun 

apne bhi badal jate hai malum nahi kyun 

malum nahi kyun, malum nahi kyun 

malum nahi kyun, malum nahi kyun

Explore this song