Roman script

makhmali badan makhmali ridame

dekhte hi jisko ho gaya fida mai

lamha lamha mai fana ho raha hu

vala ki kashish hai teri ada mei

ho ho oo he ye wo oo

tujhse saja meri zindgi ka saaj hai

tu hi mera kal thi tu hi mera aaj hai

tujhe dekhta hu mai apne khuda mei

vala ki kashish hai teri ada mei

dekhte hi jisko ho gaya fida mai

lamha lamha mai fanna ho raha hu

vala ki kashish hai teri ada mei

ho ho oo he ye wo oo

dhadkano ki anjman mei rahne lage ho

band zindgi sanso mei bahne lage ho

ho gaya hu ab to khud se juda mai

vala ki kashish hai teri ada mei

makhmali badan makhmali ridame

dekhte hi jisko ho gaya fida mai

lamha lamha mai fanna ho raha hu

vala ki kashish hai teri ada mai

ho ho oo he ye wo oo

Explore this song