Roman script

pyar ki komal komal kaliyo

husan ki nayi baharo 

kaise hai mumkin mai na gau

tum mujhe agar pukaro

tumne mujhe pyar kiya hai

maine tumhe pyar kiya hai

tumne mujhe pyar kiya hai

maine tumhe pyar kiya hai

naye naye pyar bhare 

tumko gito ka tohfa diya hai

jhumo nacho gao jhumo

gau tumhara karke nazara

tum mere gito ki rani

husan tumhara nagma hamara

sangit ki tum jawani

gau tumhara karke nazara

tum mere gito ki rani

husan tumhara nagma hamara

sangit ki tum jawani

tumne mujhe pyar kiya hai

maine tumhe pyar kiya hai

naye naye pyar bhare 

tumko gito ka tohfa diya hai

gana suna ke dil ko churaya

ilzam chori ka aaya

shukar khuda ka maine to phir bhi

pyar tumhara hai paya

tumne mujhe pyar kiya hai

maine tumhe pyar kiya hai

naye naye pyar bhare 

tumko gito ka tohfa diya hai

jhumo nacho gao jhumo

Explore this song