Roman script
maine tujhe dekha toh tune mujhe dekha toh mera dil fida ho gaya maine tujhe dekha toh tune mujhe dekha toh mera dil fida ho gaya nind meri luti tune, chain mera chhina yaar teri baaho me hai abb toh mujhko jina teri meri baato me, aisi mulakato me jane dil kaha kho gaya teri meri baato me, aisi mulakato me jane dil kaha kho gaya nind meri luti tune, chain mera chhina yaar teri baaho me hai abb toh mujhko jina itna hasin mehbub mila, yaar mujhe kya khub mila itni meri tarif na kar janewafa mujhe lagta hai darr jabse dekha tujhe mai diwana bana meri jaan kya tujhe hai pata teri in adao pe, teri in nigaho pe mera dil fida ho gaya teri in adao pe, teri in nigaho pe mera dil fida ho gaya nind meri luti tune, chain mera chhina yaar teri baaho me hai abb toh mujhko jina pyar kiya, ikrar kiya, maine tera aitbar kiya maine bada intzar kiya aaj sanam izhahar kiya bekarari badhi mai tadapne lagi, mujhpe chhane laga kya nasha mastani hawao me aati jati raho me jane dil kahan kho gaya mastani hawao me aati jati raho me jane dil kahan kho gaya nind meri luti tune, chain mera chhina yaar teri baaho me hai abb toh mujhko jina maine tujhe dekha toh tune mujhe dekha toh mera dil fida ho gaya teri meri baato me, aisi mulakato me jane dil kaha kho gaya nind meri luti tune, chain mera chhina yaar teri baaho me hai abb toh mujhko jina
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Ankhiyon Se Goli Maare (2002)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Govinda
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Kader Khan
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Johny Lever
- Actor: Asrani
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Beena
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Manmouji
- Actor: Viju Khote
- Actor: Veeru K
- Actor: Prem Chopra
Song video
singer: Sonu Nigam, Alka Yagnik
actor: Govinda, Raveena Tandon