Roman script

o maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

tere sang jine ka ikrar kiya

ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

tere sang jine ka ikrar kiya

ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

kaise mai dekhu bolo dilkash najara

aankho me rahta hai chehra tumhara

ek saans aayi mere ek saans jaye

tera naam le leke dil tadpaye

o dilbar tune bekarar kiya

o dilbar tune bekarar kiya

tere sang jine ka ikrar kiya

ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

pyas milan ki badhti hi jaye

ab tere bin kahi raha nahi jaye

o tune jo sajna mujhko chua hai

bechain dil mera rahne laga hai

teer jigar ke aar paar kiya

teer jigar ke aar paar kiya

o tere sang jine ka ikrar kiya

ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

tere sang jine ka ikrar kiya

ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya

Explore this song