Roman script

ankhiyo ne raat kya jaadu kiya, kya jaadu kiya,kya jaadu kiya 

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichhe aaya piya 

ankhiya milake tune dil ko churaya,luta luta luta mera jiya oh

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichhe aaya piya

ankhiya milake tune dil ko churaya,luta luta luta mera jiya

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya

shok hasina khushbu wali, chand bhi tujh pe marta

itni hasin hu chand bechara aur bhala kya karta

chaand ki baate chaand pe chodo, apni baat batao

bin bole har baat samaj lo, yun na paheli bujaao

sona sona main hu sona,itna kehdo meri hona

ankhiya milake tune dil ko churaya, luta luta luta mera jiya oh

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichhe aaya piya 

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichhe aaya piya 

ankhiyo ne raat kya jaadu kiya, maine koyi jaadu nahi kiya

kya jaadu kiya,kya jaadu kiya

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya

is mehfil mein mere dil mein, kisne aag lagayi

aag lagaane wali tujhe tadpaane wali, mujhko najar na aayi

chham chham payal kyon bajati hai, mujhko jara samjao

baat samajni hai jo tum ko pass mere aajao

chhuna chhuna baiya gori, dil tu de de chori chori

ankhiya milake tune dil ko churaya, luta luta luta mera jiya oh

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

ankhiyo ne raat kya jaadu kiya, maine koi jaadu nahi kiya

kya jaadu kiya,kya jaadu kiya

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

ankhiya milake tune dil ko churaya, luta luta luta mera jiya oh

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

maine koi jaadu nahi kiya, tuhi mere pichche aaya piya 

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song