Roman script

maine kal sapne me dekha ek ladke ko 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

jana pehchana tha thoda sa deewana tha 

jana pehchana tha thoda sa deewana tha

maine kal sapne me dekha ek ladke ko 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

uspe dil aa gaya mujhko tadpa gaya 

uske bina kahi dil lagta nahi

uspe dil aa gaya mujhko tadpa gaya 

uske bina kahi dil lagta nahi

ye mujhe kya hua 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

jana pehchana tha thoda sa deewana tha 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

tauba sharma gayi main to ghabra gayi

baahon me leke usne naa jaane kya kiya 

tauba sharma gayi main to ghabra gayi

baahon me leke usne naa jaane kya kiya 

kya nasha chha gaya 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

jana pehchana tha thoda sa deewana tha 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

aake mil jaaye wo aisa ho jaaye to 

dedu main aaj dil ki saari khushi use 

aake mil jaaye wo aisa ho jaaye to 

dedu main aaj dil ki saari khushi use 

wo kaha kho gaya 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

jana pehchana tha thoda sa deewana tha 

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

maine kal sapne me dekha ek ladke ko

Explore this song