Roman script

maine jab se tujhe ae jane gazal dekha hain 

muskurata hua is dil mein kamal dekha hain 

maine jab se tujhe ae jane gazal dekha hain 

jab mili hain meri najaron se teri sokh najar 

teri palakon ki ghani chhanw mwin 

maine aksar jagmagata hua ek taaj mahal dekha hain 

maine jab se tujhe ae jane gazal dekha hain 

mast kaliyon ka tabsum tere andaaz mein hain 

aur jharno ka tarang teri aawaz mein hain 

tere jalwon mein bahaaron ka badal dekha hain 

maine jab se tujhe ae jane gazal dekha hain 

tu har ik rang mein hai ruh ae swaa jane chaman 

kabhi hothon pe hansi hain kabhi mathe pe shikand 

kabhi lahrati huyi zulf mein bal dekha hain 

maine jab se tujhe ae jane gazal dekha hain

Explore this song