Roman script

maine dekha sapna dekha ek sapna
mere dil me koi aaya 
dastak diye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna
mere dil me koi aaya 
dastak diye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna
aji apne aap dil ne 
darwaje khol diye
panchhi ne udne ke liye
par khol diye
aji apne aap dil ne 
darwaje khol diye
panchhi ne udne ke liye
par khol diye
chahat ne di manjuri
shikwa kiye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna
mere dil me koi aaya 
dastak diye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna
mere dil me tumhari
jagah ye kaise jan gaye
dekhe tumhara badan koi
dil sah na sake
mere dil me tumhari
jagah ye kaise jan gaye
dekhe tumhara badan koi
dil sah na sake
sathi tujhko man liya
tere sang jiye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna
mere dil me koi aaya 
dastak diye begair
maine dekha sapna dekha ek sapna

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar