Roman script

mujhko botal se pyar hai saaqi 

main qatil talabgaar hun saaqi 

meri botal se mujhko mila do 

dil bahut bekraar hai saaqi 

maine botal se karni hai shaadi 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

mujhko dulha banane se pahle 

mujhko dulha banane se pahle 

meri botal ko dulhan bana do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

mujhko dulha banane se pahle 

mujhko dulha banane se pahle 

meri botal ko dulhan bana do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

wo agar hai anguron ki rani 

wo agar hai anguron ki rani 

main bhi sardar hun maykashon ka 

main bhi sardar hun maykashon ka 

khub jodi sajegi hamari 

khub jodi sajegi hamari 

ek duje ka humko bana do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

jaan se bhi badh ke mujhe botal se pyar hai 

iske baigar mera jina bekar hai 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

main is kadar usko dekhu 

badhti hai aur pyas 

main chahta hun botal rahe 

najaron ke aas pas 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

badh rahi hai meri bekraari 

badh rahi hai meri bekraari 

badh rahi hai meri bekraari 

sabr hota nahi aur saaqi 

sabr hota nahi aur saaqi 

main hun botal ka botal hai meri 

main hun botal ka botal hai meri 

meri botal se mujhko mila do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

botal nahi to kuch bahi nahi hai haiyat mein 

botal nahi to kuch bahi nahi hai haiyat mein 

likh di gayi hai botal barat mein 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

sab kah rahe hai nata botal se tod dun 

sab kah rahe hai nata botal se tod dun 

kaise bhala aaabad main botal ko chhod dun 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

kali kali ghata chha rahi hai 

kali kali ghata chha rahi hai 

kali kali ghata chha rahi hai 

ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata 

ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

raat hai mehtaab hai saaqi 

sara mausam sharab hai saaqi 

bajulm hath aise hota hai 

jinme pina shvaab hai saaqi 

kyonki ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata chha rahi hai 

kali kali ghata 

ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

kali kali ghata ghata chha rahi hai 

bhiga bhiga hai mausam sharabi 

faasle gham ki kasam tujhko saaqi 

faasle gham ki kasam tujhko saaqi 

aaj botal ghunghat utha do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

botal meri jindgi hai 

botal meri jindgi hai 

jindgi jindgi jindgi

botal meri jindgi hai 

botal meri jindgi 

botal meri har khushi 

botal meri jindgi 

botal meri har khushi 

main botal ka aashiq aawat 

botal meri aashiqi 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

dekh kar tere hontho ki rangat 

dekh kar tere hontho ki rangat 

dekh kar tere hontho ki rangat 

dekh kar tere hontho ki rangat 

dekh kar tere hontho ki rangat 

maykashon ne maykashon ne 

apne hath se saagaro mina rakh diya 

dekh kar tere hontho ki rangat 

dekh kar tere hontho ki rangat 

disnagi karvate hai badalti 

disnagi karvate hai badalti 

disnagi karvate hai badalti 

hoth tere chhalakta hai sagar 

hoth tere chhalakta hai sagar 

aaj hotho se mujhko pila do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

mujhko botal agar mil saki na 

mujhko botal agar mil saki na 

jaan de dunga main aaj aabit 

jaan de dunga main aaj aabit 

main hun botal ka aashiq diwana 

main hun botal ka aashiq diwana 

meri botal se shaadi kara do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

mujhko dulha banane se pahle 

mujhko dulha banane se pahle 

meri botal ko dulhan bana do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do 

maine botal se karni hai shaadi 

maykashon maykade ko saza do

Explore this song