Roman script
maine apni shama buja kar teri shama jala di hai khun hua hai armano ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama buja kar ja manjil ko jane wale tera sathi sath hai tere tera sathi sath hai tere pyar hua tha kabhi mujhe bhi bat wo maine bhula di khun hua hai armano ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama buja kar ek din bhigi chhav ko maine jo tasvir banai thi jo tasvir banai thi aaj mohabbat ki wo nishani apne aap mita di hai khun hua hai armano ka phir bhi tujhe dua di hai maine apni shama buja kar teri shama jala di hai
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Nazrana (1961)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Jamini Ganeshan
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Vyjayantimala
- Actor: Usha Kiran
- Actor: Sabia Chatterjee
- Actor: Agha
- Actor: Naranjan Sharma
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Master Shahid
Song video
actor: Raj Kapoor, Vyjayantimala