Roman script

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

o maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

mere labon par puful lagakar 

mere labon par puful lagakar 

jashn manaaya logon ne 

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

shor machaya logon ne 

maine tera hi naam liya tha 

main tujhi ko chaaha tha 

o maine tera hi naam liya tha 

main tujhi ko chaaha tha 

itni jara si baat pe mujhko 

itni jara si baat pe mujhko 

khun rulaya logo ne 

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

shor machaya logon ne 

chhup chhup kar wo meri tabaahi 

ki koshish bhi karte rahe 

aa chhup chhup kar wo meri tabaahi 

ki koshish bhi karte rahe 

aur bazaahir khub hi mujhse 

aur bazaahir khub hi mujhse 

pyar jataaya logo ne 

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

shor machaya logon ne 

o maine jo puchha kya tha baanse 

vaakif ho tum ae logo 

maine jo puchha kya tha baanse 

vaakif ho tum ae logo 

uski basti me hi usko 

uski basti me hi usko 

gair bataya logo ne 

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

shor machaya logon ne 

mere labon par puful lagakar 

mere labon par puful lagakar 

jashn manaaya logon ne 

maine agar ek aah bhi ki to 

shor machaya logon ne 

shor machaya logon ne

Explore this song