Roman script

zindagi tu hi bata, kaise tujhe pyar karun 

tera har saans, meri umar ghata deta hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

bite lamho ki yaad aati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

tumse milne ki aarju ae dost 

tumse milne ki aarju ae dost 

tumse milne ki aarju ae dost 

umar shayad meri badhaati hain 

umar shayad meri badhaati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

unki phurkat me ye khula ham par 

unki phurkat me ye khula ham par 

unki phurkat me ye khula ham par 

chaandani kis tarah jalaati hain 

chaandani kis tarah jalaati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

haadso ke tvaaf karne se, tavaaf 

haadso ke tavaaf karne se 

haadso ke tavaaf karne se 

ghar ki raunak to badh hi jaati hain

ghar ki raunak to badh hi jaati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

zindagi hain wo hi jo hain tauba 

zindagi hain wo hi jo hain tauba 

zindagi hain wo hi jo hain tauba 

jakhm kha kar bhi muskuraati hain 

jakhm kha kar bhi muskuraati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain 

bite lamho ki yaad aati hain 

jab bhi purvaai gugudaati hain

Explore this song