Roman script

main ye elaan karta hu

sare bazaar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main ye elaan karti hu

sare bazaar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main ye elaan karta hu

sare bazaar karta hu

abhi kuch der pahle to

jara sharma raha tha main

ye kahna tha magar

kahte huye ghabra raha tha main

o jo kahna tha mujhe

wo bin kahe hi sun liya maine

kisi se bhi nahi puchha

tujhe dil de diya maine

tujhe dil de diya maine

tu meri jaan maange to

main kab inkaar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main ye elaan karta hu

sare bazaar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main ye elaan karti hu

sare bazaar karti hu

hey hey hey hey hey hey

la la lala lala la

main ek pal me hazaro baar

tera naam leta hu

tera jab naam leta hu

to dil ko thaam leta hu

main ek pal me hazaro baar

tujhko yaad karti hu

tujhko jab yaad karti hu

yahi fariyad karti hu

yahi fariyad karti hu

tere bin jee nahi sakti

main ye ikarar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main tujhse pyar karti hu

main ye elaan karta hu

sare bazaar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main tujhse pyar karta hu

main ye elaan karti hu

sare bazaar karti hu

Explore this song