Roman script

main tumse pyar karta hoon 

ha ha ji pyar karta hoon

deewana waar karta hoon

main tumse pyar karta hoon

aisi baat na bolo dil ke raaz na kholo

aise pagal premi ho chodo na chodo na

main tumse pyar karta hoon 

ha ha ji pyar karta hoon

deewana waar karta hoon

main tumse pyar karta hoon

aisi baat na bolo dil ke raaz na kholo

aise pagal premi ho chodo na chodo na

ye dil chahe bas tujhko dekha karu

bina dekhe tujhko main jee na saku

ye dil chahe bas tujhko dekha karu

bina dekhe tujhko main jee na saku

hua pyar toh pyar kyu na karu

kiya pyar toh kyu kisi se daru

dil ki baat na mano pehle pyar ko jano

aise pagal premi ho chodo na chodo na

main tumse pyar karta hoon 

ha ha ji pyar karta hoon

deewana waar karta hoon

main tumse pyar karta hoon

tumhe poojta hai deewana ye dil

mohabbat ke mandir ki moorat ho tum 

tumhe poojta hai deewana ye dil

mohabbat ke mandir ki moorat ho tum 

tumhe dekh kar hosh ho jaye gum 

qayamat se pehle qayamat ho tum

jaanam hosh me aao naa yu mujhko behkao

aise pagal premi ho chodo na chodo na

main tumse pyar karta hoon 

ha ha ji pyar karta hoon

deewana waar karta hoon

main tumse pyar karta hoon

aisi baat na bolo dil ke raaz na kholo

aise pagal premi ho chodo na chodo na

Explore this song