Roman script

khusro rain suhag ki, main jaagi pi ke sang

tan mora, man piya ka, jo donon ek hi rang

khusro dariya prem ka, jo ulti vaan ki dhaar

jo ubra so doob gaya, jo dooba so paar

khusro bazi prem ki, main khelun pi ke sang

jit gayi to piya more, haari pi ke sang

main to piya se naina laga aai re

main to piya se naina laga aai re

gar naari kanwari kahen so kahen

gar naari kanwari kahen so kahen

main to piya se naina laga aai re

main to piya se naina laga aai re

sohni suratiya, mohni muratiya

sohni suratiya, mohni muratiya

main to hriday ke bich sama aai re

main to hriday ke bich sama aai re

gar naari kanwari kahen so kahen

gar naari kanwari kahen so kahen

main to piya se naina laga aai re

main to piya se naina laga aai re

khusro nizaam ke bal bal jaiyo

khusro nizaam ke bal bal jaiyo

main to bin mol kahaan chali aai re

main to bin mol kahaan chali aai re

gar naari kanwari kahen so kahen

gar naari kanwari kahen so kahen

main to piya se naina laga aai re

main to piya se naina laga aai re

gar naari kanwari kahen so kahen

gar naari kanwari kahen so kahen

main to piya se naina laga aai re

main to piya se naina laga aai re

Explore this song