Roman script

man kunto maula

man kunto ali maula

man kunto maula

man kunto ali hai

man kunto maula

ye mohammad ne hai kahaa

ali maula mushqil kusha

aap hi hai sher e khuda

shaan duniya ke hadith rawaan

ye naam bhi jisne liya

hui uspe rehmat ataa

man kunto maula ali hai

man kunto maula

man kunto maula ali hai

man kunto maula

koi nahi hai inke jaisa

jo mushqilo ko door bhagaye

naam yehi to har mushqil mein

har uljhan mein saath nibhaye

ab tere utte aawe

man musqil vich ghabraawe

mera maan toh maula ali hai

sone rab de khaakh wali hai

kaante ki shaan sarwar ki jaan

man kunto maula

man kunto maula ali hai

man kunto maula

man kunto maula ali hai

man kunto maula

Explore this song